Ya Raheemu Wazifa Rozana 100 Martba Parhnay Kay Faiyde
in

Ya Raheemu Wazifa Rozana 100 Martba Parhnay Kay Faiyde

Ya Raheemu Wazifa Rozana 100 Martba Parhnay Kay Faiyde

Asslamu Alikum! Ajj mein app ke sath Ya Raheemu Wazifa Rozana 100 Martba Parhnay kay Faiyde Share karon ga.Har koi chahta hai ke ossay moashray ke andar, khandaan kay andar, Rishtaydaroo kay andar, dostoo aor ahbaab kay andar izzat milay, shuhrat milay aor har banda humay achay tariqay say mohabbat kay sath dekhay. Toh iis kay liay yeah wazifa buhat ahmiyt rakhta hai.

Ya Raheemu Wazifa Rozana 100 Martba Parhnay Kay Faiyde

Ya Raheemu Wazifa Rozana 100 Martba Parhnay Kay Faiyde

Agar aap chahtay hain apko moashray ke andar, khandaan kay andar, Rishtaydaroo kay andar, dostoo aor ahbaab kay andar izzat milay, shuhrat milay aor har banda humay achay tariqay say mohabbat kay sath dekhay. Iss wazifa par amal kar lain Inshallah buhat zayda faida hoga.

Ya Raheemu Wazifa  Aor  Tareeqa e Amal

Raat ko sonay say pehlay 100 martba YA RAHEEMU Parhna hai. Parh ke apnay haatho pay dum kar ke phonk lain. Phir haath sar aor pooray jisam par pher lein. Iss amal ko apni zindagee ka mamool bana lain. Aap jaha bhi jayein gay aapki izzat hogi, aapki baat ko suna jaye ga. Aor aapka roab har banday kay opar parr jaye ga.

Appko izzat ki nighaah say log dekhay gay. Yeah itni azmat wala naam hai Allah bandoo kay oper rehm farmatay hain. Rehm ki sift isskay andar majood hai. Jabb yeah wazifa rozana parha jata hai toh logoo kay diloo kay andar bhi reham aa jata hai. Mohabbat aa jati hai. Aapki izzat aor waqaar ka khayal kia jaye ga or aapki har baat tawaju say suni jaye gi.

Aulad Ko Maa Baap Ka Farmabardar Banane Ka Qurani Wazifa

Kon nahi chahta osay izzat aor waqaar milay, ossay muashray kay andar acha samja jaye. Yeah har aik ki dili hawahish aoe dilli tamanna hoti hai. Allah rabul izzat iss ba barkat naam ki badolat aapki yeah hawahish poori farmaye ga AOR muashray kay andar appko itni izzat milay gi kay app soch bhi nahi sakay gay. (AmeeN)

JAZAKALLAH

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *