Ramzan Ke Chand Ka Wazifa - Ramzan mein Dolat ka Wazifa
Ramzan Ka Chand Dekhne Ki Dua ! Ramzan Mai Dolat mand Hone Ka Wazifa In Urdu
in

Ramzan Ke Chand Ka Wazifa – Ramzan mein Dolat ka Wazifa

Ramzan Ke Chand Ka Wazifa - Ramzan mein Dolat ka Wazifa

Powerful Duas For provision of sustenance in the holy month of Ramdan

Today i am gong  to share a Dua with you that will bring halal earning like the rain. with the bleesings of this process Allah will end  your Shortage of sustenance. The problem of rizq will be over. You will get Sustenance like the rain for the next whole year. InshAllah

Blessings of the Month of Ramdan

Everyone knows the blessings of the Ramdan because Allah has showred his blessing in this month۔ He showed His Kindness. In this month, the reward of Nawafil becomes equal to the Sunnah, the reward of sunnah becomes equal to the farz andThe value of the farz would increase seventy times۔

How to Read the Dua

Whenever you see the moon or you get the news that moon has been seen. first of all you have to offer tha maghrib prayer. After that you need to recite Surah Alqadar for 21 times. Before and after you have to recite darood e ibraimi for 3 3 times. Then make a special Dua to Allah for sustenance. InshAllah with the blessings of this process Allah will shower his bleesings upon you and you will see no shoratage of sustenance for the whole next year. Allah will bless you from his countless and invisibe treasure.

Important Instructions:

Follow the process as instructed.

Do not talk to anyone about anything.

Its important to recite Darood e Pak before and after Reciting the surah.

you have to offer 5 times prayer with this process.

Mah e Ramzan ka Chand

Asalam u Alikum ! Ajj mein app ke sath Ramzan ke Chand ka Wazifa Aur Chand dakhne ki Dua Share karon ga Ya Mah e Ramzan 2020 ka ak Khas Amal hai.Jo Khas toor par Ramzan mein dolat mand banne ke liye hai.Iss amal ko app lazmi karne In Sha Allah app ko bohat zyada fiyda ho ga.

Ramzan Ke Chand Ka Wazifa - Ramzan mein Dolat ka Wazifa

 Mah e Ramzan 2020

Ajj ka amal mah e Ramzan 2020 ke Chand ka Amal hai.Mah E Ramzan 24 April ko Shoro ho raha hai.Aur iss month agr app ya Qurani Wazifa parne gy tyo iss ki barkat app apni ankhon se dakhny gay Inshallah

Mah e Ramzan ki Fazilat

Mah e Ramzan ki ak apni he Fazilat hai.Apni he Barkat hain.Nabi pak (PBUH) ka Farman hai.Kya Rajab Allah ka Mahena hai.Shaban Mara aur Ramzan mari Umat ka Mahena hai.Mah e Ramzan mein har Naki ka Sawab 70 Guna bar jata hai.Nwafil ka Sawab Sunton ke brabar aur Sunnaton ka Swab Farzon ke brabar ho jata hai.

Aur Farzon ka Sawab 70 Gunna Bar jata hai.iss liye pyary dosto pyari Bahno iss Month ki qadar karny.Ya month hmary pass Mhman month hai.app ko Mah e Ramzan ke Wazaif Mil jany ge.

Mah e Ramzan ke Chand ka Wazifa

Ajj ka Wazifa Surah Al Qadar ka Wazifa hai.Surah Qadar ko Quran pak mein bohat Fazilat Hasil hai.app Surah Qadar ka Wazifa lazmi karny In Sha Allah App ko iss ka bohat zyada benefit hoga.

Ramazn ke Chanad ka Wazifa parne ka Tarika

Jab app ko Ramzan ka Chand Nazar ae Jay yan pher Mah e Ramzan ka Chand Nazar ane ki Basharat mil jay tyo app nay Namaz e Magrab Ada karne ke bad Osi Jaga bath kar Yan pher ghar wapis ae Kar Bahtar tyo ya hai ke app osi jaga bath kar ya amal karny.app nay 21 Martba Surah Al Qadar parni hai.Aur iss ke awal akhar 3,3 Martba Drood e ibrahimi Lazmi parna hai.Pher Allah se Dua mangni hai.

Benefits of Wazifa Mah e Ramzan 2020

Iss wazifa ko parne sy Allah app ke ghar sy Rizq ki Tang Dasti ko door kar dy ga.Rizq app par barish ki tara barsy ga.karobar mein barkat hogi.This is best Qurani Wazifa for Rizq do this wazifa for Wealth and get Benefits don’t Miss this wazifa for money.

Wazifa ke Mutlak Zrori Bataan

Iss amal ko many jasy btya hai app nay wasy he karna hai.jo tarteeb btai hai osi tarteeb ke mutabik app nay iss amal ko karna hai.Wazifa ke sath sath 5 Waqat Namaz ki pabandi be lazmi krni hai.Wazifa parne ke doran kisi se bi kisi kism ki baat nahi krni hai.Wazifa tanhai mein bath kar krna hai.iss amal kokhud be karny aur Sadqa kay toor par dosron ke sath share be zror karny.JAZZAK ALLAH

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *