Surah Kausar ka Wazifa || Raat ko Surah Kausar Parny ki Fazilat
in

Surah Kausar ka Wazifa || Raat ko Surah Kausar Parny ki Fazilat

Ajj mein app ke sath Surah Kausar ka Wazifa aur Raat ko Surah Kausar Parne ki Fazilat Share karon ga Surah Kausar ke bohat zyada Wazaif hain Surh Kausar ki Bohat Zyada Fazilat hai ak Surah Kausar ka Wazifa asa hai jis ke karne se Allah app ki har Hajat pori kary ga.

Raat ko Surah Kausar Parny ki Fazilat || Surah Kausar ka Wazifa

Surah Kausar ki Fazilat

Surah Kausar Qurani Pak ki Sab se Choti Surah Mubarka hai.Surah Kausar oss wqat Nazil hoi Jab Hmary Pyary Nabi Hazrat Muhammad ke Baty Ibrahim Iss dunya se Wafat pa gy aur Logon ke app ko abtar khna Shoro kr diya tha Oss Waqat Surah Kausar Nazil Hoi.

Surah Kausar ka Wazifa

Surah Kausar ka Wazifa.

Surah Kausar ka ya Wazifa ap nay Raat ko Namaz e Isha ke bad parn hai.app nay bawazo Tnhai mein Bath kar 313 Martba Surah Kausar parni hai aur Wazifa parne ke duran app nay kisi se be kisi kism ki guftgo nahi karni hai.wazifa ke awal aur akhar 3,3 Martba Drood e Ibrahimi lazmi parna hai.

Wazifa ki Mudad

App nay ya Wazifa Muslsal 21 Days tak karna hai.kisi be din Naga nahi hona chahye wgrna wazifa parne ka faiyda nahi hoga.app najy Surah Kausar ka ya Wazifa pahly din Jis wqat Shoro krna hai baki days mein be osi wqat he parna hai.

Wazifa parne ke fayde.

iss amal ko karne sy app ka bad treen Dushman be app sa mafi mangy ga wazifa jab parna hai tyo jo be app ka dushman hoga oss ka taswar rakh kar parna hai.dosra fiyda ya hoga k Allah app ko hmyshan sheetani shar sy Mahfooz rakhy ga.Zmeeni aur Asmani Afat se Mahfooz rakhy ga.iss amal se khud be fiyda uthany aur dosron ke Sath Share be Zror karny.JAZZAK ALLAH

Zrori Baat

Wazifa pory yakeen sy karna hai.yakeen mein kisi be kism ki kami nahi honi chahy.wazifa sirf jayz maqsad ke liye karna hai.kisi ko bilawaja nuksan phnchany ke liye wazifa nahi krna hai.agr wazifa kisi ko nuksan pohnchany ke liye karny gy tyo Nuksan app ka apna he hoga.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *