Friday Wazifa for Rizq - Juma ke din Dolat ka Wazifa in Urdu
Juma ke din Allah husamad Parhne ka fiyda Jumma ka Wazifa Juma ki Fazilat.mp4
in ,

Friday Wazifa for Rizq – Juma ke din Dolat ka Wazifa in Urdu

Friday Wazifa for Rizq

Aslam u Alikum | Dear viwers today in This Video i Am Sharing with you Friday Wazifa for Rizq This is very Special Wazifa for Friday if you have problem in Rizq do this Qurani Wazifa for Rizq In Sha Allah (Allah) Give you Lot of Rizq

Juma ke din ki Fazilat ke bary mein app sab janaty hain.Jumma Mubarak aik bohat hi khas din hai.Jumma ke din aik asi gari ati hai.kay iss gari mein Allah se jo be dua mangi jay.Allah osi dua ko qabool karta hai.tyo app Juma ka wazifa lazmi karne.

App juma ke din Dolat ka Wazifa lazmi karne Dolat barish ki tara barsy ge.kabi app ke ghar se Rizq khtam nahi hoga.Rizq drwazy toor kar ay ga.Juma ky din ki itni zyada fazilat or barkat hai.

Friday Wazifa for Rizq - Juma ke din Dolat ka Wazifa in Urdu

Friday wazifa for Rizq

Juma ke din Dolat ka Wazifa or Wazifa parhne ka Tarika

App nay Juma ke din Mothi bar Chawal lany Hain.Yan pher mothi bar Gandam lani hai.or 100 Martba (ALLAH HUSAMAD) Parh kar un muthi bar chawalon par yan pher Gandam par dam kar dana hai.

Dam karne ke bad app nay wo Chawal yan gandam dubara whi rakh dani hai.Jaha sy app nay wo gandi li hogi.Yan Chawal liye hon gy.Iss kay awal akhar 7,7 Martba Drood e Ibrahimi Lazmi parhna hai.Iss amal ko app nay Sirf aik din hi krna hai.

Wazifa parhne kay Faiyde

Iss amal ko karne ky app ko bohat zyada fiyde hon gy.Kabi be app kay ghar sy Rizq khtam nahi hoga.jo be kam shoro karne gy osi mein barkat hogi.or kamyabi mily ge.kabi be app kay ghar sy dolat khtam nahi hogi

ghar kay har kony mein rizq hi rizq hoga.Allah bhtar sy bahtar waseely pada kar day ga.or asi asi jaga sy Rizq mily ga jis kay bary mein kabi app nay socha be nahi hoga.

Wazifa kay mutlik zrori baatan

App nay iss amal ko pory yakeen ky sath karna hai.Amal karny ka jo trika btiya gya hai osi tariky sy app nay iss amal ko krna hai.Amal karne ky doran app nay kisi sy kisi kism ki koi guftgo nahi krni hai.

Iss amal ko khud be karny or sadky ki niyat sy dosron ke sath be zror share karne.JAZZAK ALLAH

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *