Imtihan mein 100% Kamyabi ka Wazifa Wazifa for Success in Exam
in

Imtihan mein kamyabi ka Wazifa | Wazifa for Success in Exam

Imtihan mein 100% Kamyabi ka Wazifa Wazifa for Success in Exam

Imtihan mein kamyab ka Wazifa share karne gy app inshallah.agr app nay imtihan diya hai.Aur kamyabi nahi mil rahi tyo app iss amal ko karny Inshallah app ko imtihan mien kamyabi mily ge ya bohat he powerful hai so do this Qurani Wazifa for Success in Exam and get benefits:

Imtihan mein kamyabi:

Agr app chahty hain ke imtihan mein kamyabi mily.app ko ya shahk hai k app nay imtihan diya hai aur pata nahi ke pass hongy yan nahi tyo app ya zror karny inshallah app ko kamyabi zror mily ge.

Imtihan mein kamyabi ka Wazifa:

Ya Wazifa Allah ke Safati Naam (YA HASEEBU) ka hai.Jo Imtihan mein kamyabi ka ak khas wazifa hai.Aur wasy be Allah ke naamon mien bohat power hoti hai.agr app chahty hain ke app imtihan mien kamyab hon.tyo ak bar iss amal ko lazmi karny.

Inshallah app yakeenan imtihan mein kamyab hon gy aur kamyabi app ke kadam chomay gy.

Wazifa parne ka Tarika:

App nay Tanhi mein bath jana hai.Asi jaga bathna hai.Jhna app ko ko preshan karne wala na ho.Yani Wazifa ke dooran app se koi baat karne wala na ho.Tyo app nay 1111 Martba (YA HASSEBU) parna hai.

Aur iss ke awal akhar 11,11 Martba Drood e Ibrahimi parna hai.jab Wazifa mukmal ho jay tyo.Imtihan mein kamyabi ke liye Allah se Khsosi dua zror mangni hai.Inshallah app ko kamyabi mily ge.

Wazifa parne ki Mudat:

 Wazifa parne ki Mudad 3 Days hai.yan imtihan mien kamyabi ke liye app nay iss amal ko muslsal 3 days tak karna hai.

Phly din be 1111 Martba Ya Haseebu parna hai dosry din be aur teesry din be iss amal ko app nay 3 dino tak karna hai.aur amal Imtihan dany ke bad karna hai.Inshallah Kamyabi mily ge.

Wazifa ke Mutlak Zrori Baat:

App nay Wazifa pory yakeen sy krna hai.Jasy Wazifa parny ka tarika btiya hai wasy he iss wazifa ko app nay parna hai.Wazifa ke duran kisi sy be kisi kism ki guftgo nahi krni hai.wazifa ko tnhai main bath kr parna hai.aur Wazifa mukmal hone ke bad Allah se dua zror mangni hai.iss wazfia ko khud be parny aur Sadqy ki niyat sy dosron ke sath be share zror karny.JAZZAK ALLAH

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *