jumma ke din ka khas Wazifa Friday Special Wazifa Jumma ka Wazifa
in ,

Friday Special Wazifa for Love | Jumma ke din Mohabbat ka Wazifa

Friday Special Wazifa for Love | Jumma ke din Mohabbat ka Wazifa
jumma ke din ka khas Wazifa Friday Special Wazifa Jumma ka Wazifa

Aslam u Alikum ! Ajj mein app ke sath Jumarat Aur Jumma ke DIn ka ak aisa Wazifa Share karon ga.ke Jis ke karny sy Inshallah Duniya ki har cheez app se Mohabbat kare ge.Ya ak Friday Special Wazifa hai.Iss amal ko Zror karne iss amal ki barkat sy Chrand prind yahana tak ke frishty be app sy mohabbat karne gy.Ya Ak azmoda amal hai.aur iss amal ki bohat ziyda fazilat hai.iss amal ko app nay khud be karna hai.aur dosron ke sath share be Zror karna hai.JAZZAK ALLAH

Friday Special Wazifa for Love | Jumma ke din Mohabbat ka Wazifa

Fazilat of Friday Special Wazifa:

Jumma ke din ki bohat zyada Fazilat hai.iss din ko tmam dino par Fazilat hasil hai.Iss din ke bohat ziyda Wazaif hain.Iss din 2 asi gariya atti hain jin gariyon mein jo be dua mangi Jay Allah osi Dua Qabool Farmata hai.Issi Din kiyamat barpa hogi.aur isi din Hazrat Adam ko Jnnat sy Nikala gya.aur Isi din Hazrat Adam ko Janat mein Dkhal kiya gya.Iss din Allah pak sy Sachy dil sy jo be dua mangi jay Allah pak oss ki osi dua ko Qabool Farmata hai.Ya Hai Fazilat of Friday Special Wazifa

Friday Special Wazifa for Love | Jumma ke din Mohabbat ka Wazifa

Friday Special Wazifa / Wazifa parne ka Tarika

Ya Wazifa Friday Special Wazifa hai.app nay Jummarat aur Jumma ke din Namaz Fajar ki Sunnton aur Farzon ke drmiyan 100 Martba (YA ALLAHU,YA SAMIU) parny ka mamul bna lana hai.in 2no namo ko par kar ak taswar krna hai.(YA ALLAHU,YA SAMIU) ya ak ho gya.(YA ALLAHU,YA SAMIU) ya 2 ho gy iss tariky sy app nay ya 2name 100 martba parny hain..aur iss ke awal aur akhar 1,1 Martba Drood e Ibrahimi lazmi par lany.

Friday Special Wazifa for Love | Jumma ke din Mohabbat ka Wazifa

Wazifa parne ki Muddat:

Ya Wazifa App nay Jummarat aur Jumma ke din karna hai.Aur har jummarat aur Jumma ke din iss amal ko krna hai.aur apni zindgi ka mamul bna lana hai.agr app chahy tyo iss amal ko har roz kar skty hain.ya app ki himat hai agr app iss amal ko rozana karna chahy tyo rozana be kar skty hain.aur iss amal ko apni zindgi ka mamul bna lana hai.

Friday Special Wazifa for Love | Jumma ke din Mohabbat ka Wazifa

Wazifa ke Mutlak Zrori Baat:

App nay ya Amal Sirf aur Sirf Allah ki Raza ke liye karna hai.Amal karne ke duran kisi sy be kisi ksm ki koi baat nahi karni hai.iss amal ko jasy btiya hai wasy he parna hai.Agra Wazifa ki taada ZIyada ho jay tyo koi baat nahi hai.Amal ko pory yakeen ke sath karna hai.pher app inshallah iss ke asrat dakhty jany gy.Iss amal ko khud be karny aur Sadky key toor par dosron ke be Sath lazmi share karny.JAZZAK ALLAH

Friday Special Wazifa for Love | Jumma ke din Mohabbat ka Wazifa

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *