Aslam u Alikum !Today I am Sharing with you Friday Special Wazifa For Rizq .Aur DROOD E PAK ka ak aisa Amal share karon ga Jis ki Barkat sy Allah app ke Rizq mein by pana Azfa frmy ga.Ya Ak aisa amal hai.Jo bazorgan e Deen ny btya hai.Aur jis jis nay ya Amal kiya hai.Allah nay osi ke ghr se Rizq ki tangdasti ko door frmaya hai.
Friday Special Wazifa:
This is Friday Special Wazifa hai.Ya Wazifa Friday Special iss liye hai.ke iss amal ko app nay Sirf Jumma ke din he krna hai.aur Jumma ka din wasy be bohat Mubarak din hai.Jumma ke din ko tmam dion mein sy sab sy zyada fazilat Hasil hai.Jumma ke din 2 asi griyan hoti hain jin gryon mein jo dua be mangi jay Allah qabool frmata hai.
Drood e Pak ki Fazilat:
1.Nabi Pak ka Farman hai.Jis ke Samny mara zikar ho osy chahye ke wo Muj par Drood pary.
2.Hazrat Muhammad (PBUH) ka frman hai.Jo Muj par ak bar Drood Bajy ga.Allah oss par 10 Rahmaty Nazal kary ga.
3-Hazrat Muhammad (PBUH) ka frman hai.Kiyamat ke din mary Sab sy zyada Kareeb wo ho ga Jis nay Muj par ksrat se Drood para hoga.
4– Hazrat Muhammad (PBUH) Nay Farmya. Jo Shakhs Muj par Jumma ke din Drood Bajta hai.Wo mary Samny Zror Pash kiya jata hai.
Jumma ke din Drood e Pak Ka Wazifa:
Mohtram Bahi aur Bahon Ajj Jumma ke Din Main app ke sath Drood e Pak ka Wazifa Share karon ga.Drood e Pak app koi be par skty hain.Bahtar tyo ya hai.ke app Drood e Ibrahimi parny agr Drood e Ibrahimi Nahi par skty tyo app koi be Choty sy Chota Drood e Pak par skty hain.
Wazifa parne ka Tarika:
Ya Wazifa app nay Jumma ke din karna hai.Pory din mein Talo Aftab se lay kar Groobe Aftab tak kisi be wqat app nay 1000 Martba Koi sa be Drood e Pak par kar Allah sy apny Rizq ke liye dua mangni hai.Inshallah agly Jumma tak app ke ghr sy Rizq khtam nahi hoga.Iss Amal ko app nay apni zindgi ka mamul bna lana hai.Aur Har Jumma ke din karna hai.
Wazifa ke Mutlak Zrori Baat:
Ya Wazifa Khas Jumma ke din ka Wazifa hai.Iss Wazifa ko app nay pory yakeen ke sath karna hai.Inshallah any waly Jumma tak app ke ghr mein tangdasti nahi ay ge.iss wazifa ko app khud be karny aur Sadqy ke toor par dosron ke sath be share karny.JAZZAK ALLAH
mashaALLAH