in

Nazr e bad ka ilaj | Nazre Bad se Bachne ka Tarika

Aslam u Alikum ! Ajj hum app ko Nazr e Bad ka Ilaj Aur iss se Bachne ka Tarika aur iss  ki Nishanyan share karne gy.Ya  bohat buri cheez hai.Iss se Bachna Chahye kyon ke ya insan ko bohat door tak pohncha dati hai.

Naz e Bad ke Nuksanat:

Nabi Pak nay Frmya ke Nazr e Bad sy Mout be Waqiya ho skti hai.Iss Ka Ilaj agr Waqat par na krwaya jay tyo Iss sy Inshan ko bohat he zyada Nuksanat ho skty hain.Ya insanon par he nahi balky Janwaron par be Asar karta hai

Nazr e Bad ki Alamat:

Nazr e Bad Ki Bohat c Alamat Hain Jasy Achank Sar mein dard ka ho jana.acha khasa karobar chalta chlata band ho jana.Yan pher ghar mein kisi bachy ka achanik bimar ho jana.Choty bachon ka bina kisi waja ke roty rahna.Ya Tmam Nazr e Bad ki Alamat hain.Iss ke Ilawa aur be bohat c Alamat hain magr yhna hum Nay kuch Alamat app ke Sath Share ki hain.

Nazr e Bad ka Ilaj Aur Wazifa

Agr app ko aysa Mhsos ho ke app par Nazr e Bad ka Asar ho gya hai.Yan pher app ke kisi bachy par Asar howa hai.Yan app ke karobar par app ke janwawr par kisi be cheez par iss ka Asar ho choka hai tyo app nay 3 Martba (SURAH IKHLAS,SURAH FALQ,SURAH NAS) ko par kar Dam kar dana hai.Inshallah Nazr e Bad Khtam ho jay ge.aur agr kisi janwar par Asar howa ho tyo app nay Aty ke pary par 3 Martba ya 3no Surah Mubarka parh kar dam kar ke wo para Janwar ko khla dana hai.

Wazifa ki Mudat :

Iss Wazifa ko App nay osi Waqat karna hai.Jab ap ko Yakeen ho ke aisa Mamla app ke sath hai. aur agr Kisi Janwar ke liye karna hai tyo 3 Days tak karna hai.app nay in 3no Surah mubarka ko aktha par kar ak taswar krna hai.aur har ak surah sy pahly Bismila zror parni hai.aur iss ke awal aur akhar ak ak martba Drood e Ibrahimi Lazmi prna hai.

Zrori Baat:

App nay ya wazifa pory yakeen sy karna hai.Agr app pory yakeen sy karny gy tyo Inshallah app ko zror fiyda ho ga .aur agr yakeen vich kami ho ge tyo pher app ko kisi be kism ka koi be fiyda nahi hony wala So iss amal ko pory yakeen se karny.JAZZAK ALLAH