Surah Kausar Ka Wazifa Surah Kausar 129 Times Surah Kausar ki Fazilat
in

Surah Kausar 129 Times | Surah Kausar Ka Wazifa | Surah Kausar Ki Fazilat

Aslam u Alikum | Ajj mein app ke sath Surah Kausar ka Wazifa Share karon ga.Iss wazifa ko app nay parna Nahi hai balky Sunna hai.app nay hand free apny kano mein lga lany hain aur apna maqsad apny Zaheen mein rakh kar 129 Martba Surah Kausar ko Sunna hai.Jab Surah kausar ka Wazifa Mukmal ho jay tyo pher app apny Maqsad ke liye Dua mangy Inshallah Kamyabi mily ge.Ya Hai Surah Kausar ki Fazilat.App Nay Iss Amal ko Sirf ak he Martba Karna hai.

Surah Kausar Ka Wazifa Surah Kausar 129 Times Surah Kausar ki Fazilat

Surah Kausar ki Fazilat:

Surah Kausar Quran Pak ki Sab Say Choti Surah Hai.Iss Surah ky bohat zyada fiyde hain.Iss Surah Mubaraka ki Bohat Zyada Fazilat hai.Surah Kausar Oss Waqat Nazail Hoi Jab Kafary Makkah nay Hamray Payar Nabi ko abtar kahna shoro kar diya tha.Tab Ya Surah Kausar Nazil hoi.

Surah Kausar 129 Times:

Surah Kausar ke bohat Zyada Wazaif hain.kuch log Surah Kausar 129 Times parne ke liye kahty hain.Kuch Log Surah Kausar 100 times parne ke liye kahty hain.Magr Ajja ka Wazifa jo app ke sath Hum Share karny gy iss mein app Nay Surah Kausar 129 Times sunni hai.

Surah Kausar 129 Times Parny ka Wazifa:

App nay ya Wazifa Parna nhai hai.Balky iss wazifa ko app nay Sunna hai.app nay hand free apny kano mein lga lany hain.aur jo be maqsad hoga oss ka taswar kar lana ai.aur iss Surah Kausar ko iss video mein 129 Times Recard kiya gya hai.app nay mukmal 129 Time Jab Surah Kausar ko sun lana hai.Tyo pher apny maqsad apni Hajat ke liye khsosi dua mangni hai.Inshallah app ki Hajat zror pori hogi.

Surah Kausar ke Wazifa ki Mudat Aur Faiyde:

App nay Surah Kausar ka ya Wazifa Sirf 1 din he krna hai.Yani ke Sirf ak din he app nay ya Wazifa Sunna hai.Wazifa app pory din mein kisi be wqat sun skty hain.Waqat ki koi pabandi nahi hai.Inshallah ak he din mein app ka jo be maqsad hoga pora hoga.ya tyo tha Surah kausar ke Wazifa ki Mudat.ab app ko fyde btata hon iss ke bohat he zyda fiyde hain.App jis maqsad Jis Hajat ke liye be Ya Amal karne gy.Inshallah app ko osi mein kamyabi mily ge.

Zrori Hadiyat:

Surah Kausar ka ya Wazifa app nay Sirf Jazy Hajat yan Maqsad ke liye karna hai.Agr kisi be najazy Kam ke liye karny gy tyo oss ke Zumadar app khud hongy.Wazifa ko pory Yakeen ke Sath karne gy tab he Wazifa ka Faiyda hoga.Wazifa parny ke duran kisi sy be kisi kism ki guftgo nahi karny hai.agr Wazifa Acha lagy tyo iss ko dosron ke Sath zror share karny.JAZZAK ALLAH

21 Comments

Leave a Reply
  1. Assalam alaikun kari saheb, mai bahot pareshan hu meri age 37 h mera haiz aana band ho gaya ,fsh harmone bahot bada hua h ,dr kahte h menopouse ho gaya plz kari saheb meri madad kijiye koi to wazifa bataiye jisse mere haiz ki bandish khatam ho jaye aur mai aulad ki nemat pa lu

    • app 3027383759 hmary iss number par raat 9 sy 11 ke drmiyan rabta karny Inshallah Qari sahib app ko app ky masly ka hal zror bta dany gy

  2. Meri mangni ho chuki hai or ab larke k ghar wale razi nhi hain inkar kar rahe hain is shadi se pls mere liye dua kijiye mere parents nahi hain or me us k parents ko bohat pyar karti hun plz mere liye dua ki jiye larke k ghar wale razi ho jain or meri shadi ho jaye ALLAH PAK meri mushkil ko hal farma de ameen

    • App iss number par 03027383759 Raat 9 sy 11 ke drmiyan rabta karny Qari Sahib app ki pori Rahnumai karny gy Insahllah

    • app 3027383759 hmary iss number par raat 9 sy 11 ke drmiyan rabta karny Inshallah Qari sahib app ko app ky masly ka hal zror bta dany gy

  3. Assallam wallaikum
    Faizan shaikh mera name hai, mujhe doctr ne blood test karne k liye kahatha maine kiye allhumdulillah report sab normal ai hai,
    Feir bi muje daar sa q lagta hai? Plzz reply

    • App kasrat ke sath (lahaula walakuata illabillah aliyil azeem) ya dua para karny Inshallah tmam malat thk ho jany gy

  4. Assalamualaikum.. Hamare mummy k kamar me bht dard rahta hai.. Dr se treatment liye bht baar or X-ray bhi karwae.. Saare report clear hai.. Unka achanak Heart beat bhi kam Ho jata hai or Heart k bhi saare report clear hai

    • WALIKUM SALAM JUMMA KI RAAT KE ILAWA AP SUBAH 9 SY 11 YAN PHER RAAT 9 SY 11 KE DRMIYAN HMARY ISS NUMBER 03027383759 PAR CALL KAR KE BAAT KAR SKTY HAIN

  5. Assalamualaikum. me bhot Bari mushkil me hu bhot zada bari mushkil aap mujhe koi esa wazifa btaye jisse jald se jald mushkil haal ho jaye mere pass waqt bhot kam he.

    • Walikum Salam app Hmary iss number 00923027383759 par raat 9 sy 11 yan pher Subah 9 sy 11 ke drmiyan Rabta kar ke apna masla bta skty hain.

  6. Aslamu alikum Qari Sahab mujy ap k wahtsapp nambr chaye men ap se Baat kr k ap ko apni pareshani btana chata hn Allah ap ko Sehat wali zendgi ata kry ameen Please

    • Walikum Salam app Hmary iss number 00923027383759 par raat 9 sy 11 yan pher Subah 9 sy 11 ke drmiyan Rabta kar ke apna masla bta skty hain.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *