in ,

Motapay se Chutqary ka Wazifa – How to Fast Weight Lose in Urdu

Motapay se Chutqary ka Wazifa - How to Fast Weight Lose in Urdu

Aaj hum aap k  sath Motapay se chuTqary ka Wazifa share karne gy.Ye khas Qurani (Surah-Al-Iklhas) wazifa apne ander bohat hi ziada fazayel aur kamalat sametay huway hai.Aqser log kisi na kisi bemari ka shikqar hein, aur Qurani wazif se apni bemari ka hal cahtay hein ese logun k liye yeah Qurani wazifa kisi Mujazay se kam nahi, agr wazifa kamal yakeen k sath uor bataye gay tareeqey k mutabiq kia gea toh inshaala azawajal apki yeah bemari jati rahey gi.So Do this Islamic Wazifa for Fast Weight Lose and get Benefits.

Motapay se Chutqary ka Wazifa - How to Fast Weight Lose in Urdu

Motapay se chutqary ka Tarika

Muashray mien her dusra banda matapay yani apne bertay wazan se preshan aur fiqermand hai. Barta wazan b aik bemari ki shaqal ihtear ker jata hai.aur drasel motapa hiher bemari kiaasel jarr sabit hoti hai.Jo k insaan ka chelna phirna b mushkil bana deta hai. Is motapay se her koi chuqara chahta hai, aur yaqenan tara tara k dite plans b aazmaye  jane k bad b agr hasa farq mehsus na ho to insaan insaan masus ho jata hai.Mgr Yeah wazifa khas Motapay jesi haternak bemari se nijat k lye hai.Bas aap ne yeah wazifa kamal yakeen k sath uor bataye gay tareeqey k mutabiq kia gea toh inshaala azawajal apki yeah bemari jati rahey gi.

Surah-e-Fatiha

Sure Fatiha me Total 7 aayeten hain, pahli 3 aayaat me allah tala ki hamd o sana hai, aur aakhir ki 3 aayton me insan ki taraf se dua aur darkhas ka mazmoon hai, jo allah tala ne apni rahmat se khud hi insan ko sikhaya hai, Sure Fatiha me wah tamam chizen hain jo allah tala apne bandon se chahta hai, aur jo bande ki aakhirat ki zindagi sudhar de. begair allah ki ibadat aur hidayat ke banda duya aur aakhirat me kamyab nahi ho sakta hai.

Surah Fatiha Ki Fazilat

Hazrat Abu Hurairah (R Z ) se riwayat hai ki Rasulullah (S A W) ne farmaya: “ki allah ne famaya hai ki: Namaz (Yani Sure Fatiha) mere aur mere bande ke darmiyan 2 hisson me taqseem ki gayi hai, yani banti gayi hai aadhi mere liye, aur adhi mere bande ke liye, jo kuchh mera banda mangta hai wah us ko dia jaye ga, phir Rasulullah (S A W) ne farmaya: Jab banda الحمد لله رب العالمين kahta hai to allah tala fermata hai ki: mere bande ne meri tareef ki, jab wah kahta hai: الرحمن الرحيم to allah tala kahta hai ki: mere bande ne meri tareef o sana bayan ki, jab banda مالك يوم الدين kahta hai to us par allah tala kahta hai ki: bande ne meri buzurgi aur badayi bayan ki, jab wah إياك نعبد وإياك نستعين kahta hai to allah tala kahta hai ki: yah aayat mere aur bande ke beech mushtarak aur shamil hai, keyun ki is me ek part allah tala ki tareef ka hai, aur dosra part bande ki dua aur request ka hai, us ke baad allah tala ne yah farmaya: mere bande ko wah cheez mile gi jo us ne mangi, phir jab banda اهدنا الصراط المستقيم kahta hai to allah tala fermata hai ki: yah sab mere bande ke liye hai us ko wah cheez mile gi jo us ne namgi”.

Surah Fatiha se Motapay se chutqary ka Waifa

Sure Fatiha ko Surah Shifa b kaha gea hai. Is surah k wazif se insaan Allah ko razi ko  kernnay k sath sath  shtan aur bohat c bimarioun se chqara paa saqta hai.Sure Fatiha ka Motapay se chutqara hasil kernay ka Azmuda Wazifa.

Motapay se Chutqary ke liye Wazifa karne ka Tarika

Her namaz k Surah Fatiha saat (7) Mertaba perni hai. Awal-O-Aakhir Darude shreef(drude Ibraheemi) 1,1 mertaba lazmi parna hai. Wazifa pure yakeen or Quran Pak k klaam ki berqat k kamal ykeen k sath, dill lga ker tawjo k sath parhna hai.

 

Muhtram Samen wazifa parne ke sath sath 5 Waqat Namaz ki Pabandi lazmi karni hai Wazifa puray yakeen ke sath parna hai agr Yakeen main kami hogi tyo pher Wazifa parne ka koi be fiyde nahi hoga iss liye jo be Wazifa parne pury Yakeen ke sath parny Inshallah Zror Fiyda hoga.apni duaon mein yaad rakhiye ga aur ye khaas wazifa Qari Sahib k btaye huye tareekay k mutabik zror kijye ga. Beshak wo Allah ki zat hi hai jo her bemari se nijat dalney wali hai.JAZZAK ALLAH

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *