in

Surah Ikhlas ka Wazifa – Aulad ke liye Surah Ikhlas ka Amal

Surah Ikhlas ka Wazifa - Aulad ke liye Surah Ikhlas ka Amal

Aslam U alikum ! Ajj mein app ke sath Surah Ikhals ka Wazifa Surah Ikhlas ki Fazilat Surah Ikhlas parne ke Fiyde aur Surah Ikhlas ki Barkat Share kron ga.Ye khas Qurani (Surah-Al-Iklhas) wazifa apne ander bohat hi ziada fazayel aur kamalat sametay huway hai. Jo afrad  oulad ki nemat se mehrum hienYeah khaas wazifa aaj jis tareeqay se aapko bataya jar aha hai inshallah Allah ki zat aap ko Oulad e Narena se nawazey gi.App Aulad ke liye Surah ikhlas ka Amal kar skty hain Maqsad mein kamyabi ke liye Surah Ikhlas ka ya Amal kar skty hain

Surah Ikhlas ka Wazifa - Aulad ke liye Surah Ikhlas ka Amal

Surah-Al-ikhlas ka khas wazifa

Surah-Al-Ikhlas, k bohat se mujreb Wzaif ki hamel surah hai,Surah-Al-Ikhlas ka yeah khas wazifa aulad  k liye hai.Surah-Al-Ikhlas jo ki Qur’an-e-Pak ki ek sau baarvhee (112) Surah hai. Ye Surah At-Tawheed ke naam se bhi jani jati hai. Surah Al-Ikhlas, Surah At-Tawheed bhi kahlaati hai. Jaisa ke is Mubarak Surah ke naam, ‘At-Tawheed’ se hi zaahir hota hai ke, is Surah mein ALLAH Ta’ala ki Tauheed bayan ki gayi hai. Yani ALLAH Tabarak Wata ‘Ala ki Wahdaaniyat bayan ki gayi hai.

Surah-Al-Ikhlas Ki Fazilat

Surah Ikhlas bohat hi afzal Surah hai. Is Surah ko parhne se bohat se fawaid hasil hote hain. Surah Ikhlas parhne se gunaho ki bakhshish bhi hoti hai aur pareshaniyan bhi dur hoti hain.Surah-Al-Iklhas k veerd se Gham khatm hote hain aur dil ko rahat bhi milti hai.Surah ikhlas ki Fazilat Jitni be Byan ki Jay Kam hai.Surah Ikhlas ki Barkat Jitni be btai jany kam hain.

Ek Tihayi 1/3rd Quran Pak Parhne Ka Sawab

Surah-Al-Ikhlas ki tilawat se be panah savab hasil kiya ja sakta hai. Ek (1) martaba Surah-Al-Ikhlas ki tilawat se ek tihayi yani 1/3rd Qur’an Kareem ka savab milta hai. Goya jis ne ek (1) martaba Surah Ikhlas aqqedat o ahtaraam ke sath parhi, us ko itna savab milega ke jaise us ne ek tihayi Quran Shareef parha ho, Subhan ALLAH!

Wazifa ka Tareeqa

Wazifa pertay waqat  apni hajat ko zehan mien rkhna hai aur Bawazu ho ker Surah-Al-Ikhlas  aik hazar mertaba (1,000) bilanaga das (10) din tak rozana Rat ko perni hai. Aap cahay toh surah parney ki tadad 1 rat mien hazar se kam yan ziada b par seqtay hein. Lekin 10 din mien is ki tadaa ko mukamel kerna hai.

Wazifa k sath ki Dua

Surah-Al-Iklhas k Is wazifa k sath sath apne Allah tallah se khas dua b kerni hai aur intahai hushu-o-khuzu k sath Allah se Oulad-e-Saliha jesi azeem nemat k liye dua  kerni hai. Is dua main aap ne is Qurani ayat  ka veerd b kerna hai.

 

yeah Hazrat Ibraheem (A.S)ki khas dua hai jo unhon no Hzrat Ismaeel(A.S) ki pedaish per Allah  Tallah se ki thi.

Surah-Al-Iklhas

Surah-Al-Iklhas ka yeah Wazifa puray yakeen ke sath parna hai agr Yakeen main kami hogi tyo pher Wazifa parne ka koi be fiyde nahi hoga iss liye jo be Wazifa parne pury Yakeen ke sath parny Inshallah Zror Fiyda hoga.apni duaon mein yaad rakhiye ga aur ye khaas wazifa kisi b din Qari Sahib k btaye huye tareekay k mutabik zror kijye ga. Beshak wo Allah ki zat hi hai. Jis k khazaney nematuon se baray hein, jo insaanun ko her nemat ataa ker per qudrar rakhti hai.JAZZAK ALLAH

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *