Nafarman Aulaad ko Farmabardar Banane ka Wazifa - Qurani Wazifa
in

Nafarman Aulaad ko Farmabardar Banane ka Wazifa – Qurani Wazifa

Nafarman Aulaad ko Farmabardar Banane ka Wazifa - Qurani Wazifa

Aslam u Alikum ! Ajj mein app ke sath Nafarman Aulaad ko Farmabardar Banane ka Wazifa Share karon ga . Aulad Ko Farmabardar Banane Ka Qurani Wazifa. Qurani wazaif for aulad, naferman aulad ke liye wazifa aur rohani ilaj. Agr app ki aulad nafarman hai tyo aulad ko farman bardar banany ka rohani amal zror karein. ya rohani amal nafarman aulad k liye bohat he powerful hai hmary tmam Qurani Wazaif bohat mujrab or taqat war hoty hain. Nafrman Aulad ko Farmabardar Banane ke liye app ya amal zror karne.Aulad Farmanbrdar hogi.In Sha Allah

Nafarman Aulaad ko Farmabardar Banane ka Wazifa - Qurani Wazifa

 Hadis-e-Mubarika

Hazur Aqram (Sallallahu Alaihi Wasallam ) hai k ” Jis ne apne Walden ko gali di us k ser per jahnum mien is qader aag k aangaray bersay gay jese zameen per barish k qatray barestay hein”.

Nafarman Aulaad ko Farmabardar Banane ka Wazifa

Agar aapki aulad apki baat mannay ke liay tayar nahi hai. Ya phir aapki ailad apsay batmeezi karti hai, aapki na farmani karti hai toh os kay liay Sorah e kosar ka wazifa buhat he mujarb wazifa hai.

Wazifa Ka Tareeqa

500 martba sorah e kosar parh kar awal akhir teen teen martba darood e ibrahim parh kar kisi meethi cheez ke oper dum karein. Wo meethi cheez unko khila dhein. Yeah wazifa apnay 11 din takk musalsal karna hai. Inshalah 11 din ke andar andar aulad farmabarar ho jaye gi. neik aor saleh ban jaye gi. Agar unkay andar buri adtein pai jati hain toh iski barkat say unki buri adtein bhi khatam ho jayein gi. Yeah buhat he mujarb wazifa hai.

Jinn ki aulad nafarman hai aghay say ultay sedhay jawab deti hai wo yeah amal zaroor karein. Inshallah iska 100% aapko faida hoga. Aor isski barkat say Allah paak apki aulad ko neik saleh aor farmabardar banye ga. Lakin iss kay sath sath apnay Neik tarbiyat bhi karni hai.

Ya Wariso Wazifa Rozna 100 Martba Parhny Kay Faidhay

JAZAKALLAH

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *