in

Nazr e Bad se bachay ka Wazifa | Nazar e Bad ki Alamat in Urdu | wazaif

Nazr e Bad se bachay ka Wazifa

Aaj hum aap k sath Nazr e Bad se bachay ka Wazifa share karein gay. Is se ap ne hud b faida uthana hai aur dusrun se b share kerna hai ta k wo b is haternak war se bach sakey.

Nazr e Bad se bachay ka Wazifa

Akser log ketay hein k hamarey ghar ko, karobar ko aur hamari khushal zindgi ko nazar lag gai hai. Ase lgogun  zyada ter shaded qisam ka war huwa hota hai. Nazar e Bad sirf barahrat hi nahi belkay kaha jata hai k kisi ki photoko dekh ker b is ka amaal lahaq ho sakta hai.Nazar e Bad se bachney k liye sadiun se hi muhttaleef nusay aamaeye ja rahien , lekin ye Qurani wazifa iska nahayat hi aazmuda ilaaj hai.

Islam Mein Nazar e Bad ka Taswer

Nazar e Bad ka lagna aik haqeeqathai, islam mien b iska taswer mojud hai. Nazar e Bad k bare mien hamaray Rasul e Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam ) NE irshad fermaya k “Ye Nazar e Bad Ount ko Handi tak aur insan ko Qaber tak pohncha deti hai”

 

Nazar e Bad ki ilamat

Nazar e Bad k lagnay se insan achanaq hi bemar par jata hai, Baz surtun mein to tezbuhar b ho jata hai or ser dard b shadeed hota hai. Nazar e Bad k lagnay se insan ko yaqdam se  khof aur jismani kaami mehsus hoti hai. Lahaza,is ka shikar honay se lakser insani zindagi bohat buri tara se mutasir hoti hai.

Nazr e Bad se bachay ka Wazifa

Nazr e Bad se bachay ka Wazifa sadiun se hi muhttaleef nuskhay azmaeye ja rahien , lekin ye Qurani wazifa iska nahayat hi aazmuda ilaaj hai. Nazar e bad hawan kitni hi sahat aur paraser  Q na huwa ho, Is Qurani wazifa ki berqat se inshallah iska aser jata rahe ga. Is wazifay  mien aap ne Surah Anaas aur Surah Falak  aur Surah Ihlaas 3 ,3 mertaba parni hien.  Ye Wazifa nazar e bad se bacner ka bohat hi aazmuda wazifa hai.

Wazifa Parhne ka Tareeka

Wazifa pure yakeen or Quran Pak k klaam ki berqat k kamal ykeen k sath, dill lga ker tawjo k sath parhna hai. Awal-O-Aakhir Darude shreef(drude Ibraheemi) 1, 1 mertaba lazmi parna hai. Ye  muajreb Wazifa namaz e Fajar se le ker namaz e Ishaa k bad tak , kisi b waqat mien parah ja skta hai.

Muhtram Samen wazifa parne ke sath sath 5 Waqat Namaz ki Pabandi lazmi karni hai Wazifa puray yakeen ke sath parna hai agr Yakeen main kami hogi tyo pher Wazifa parne ka koi be fiyde nahi hoga iss liye jo be Wazifa parne pury Yakeen ke sath parny Inshallah Zror Fiyda hoga.apni duaon mein yaad rakhiye ga aur surah jumma ka ye khaas wazifa jumma waly din Qari Sahib k btaye huye tareekay k mutabik zror kijye ga. Beshak wo Allah ki zat aur hi Kalam nazar e bad se bachanay wala hai.JAZZAK ALLAH

This post was created with our nice and easy submission form. Create your post!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *