in

Namaz Mein Dil Lagane Ka Wazifa ! Wazifa For Concentration In Namaz

Namaz mein Dil Lagane Ka Wazifa

Namaz Mein Dil Lagane Ka Wazifa

Aaj hum aap ke sath Namaz Mein Dil Lagane Ka Wazifa aor concentration k liye  Wazifa bataye gay. Namaz Mein Dil Lagane Ka Wazifa bohat he mujrab wazifa hai jis ke parne say Inshallah app Namaz ki pabandi be karne gy or namaz ki aadat be dal jay ge iss wazifa ko zror prany Inshallah namaz main zror dil lagy ga.

 Namaz Ki Pabendy

Panjgana namaz ki pabendy k sath adaaigee hi hum muselmanu  duniavi zindgani k kamyabi aur aahrovi zindgani ki najaat ka zaria hai. Jesa k hum jantay hein k Namaz aik Farz ibadat hai aur qiamat k din sab se pehla sawal b Namaz k bare mien hi pucha jaye ga.  Allah Tallah ne Quran pak mein saat soo se b zaid daffa namaz perne ka hukqam dia hai. Insan k tamam achay aamal namaz k bad hi Qubul Hotay hein.

Hadees-e-Mubarika hai k: Namaz Moman ki Miraaj hai. Rasul Pak (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne irshaad fermaya:” Namaz Moman ki Miraaj, Aankhun ki Rahat aur Dill ka Sakun hai”

Namaz e Fajar chehrun ka noor aur dill ka sakun hai.Jis ne fajar ki namaz aada ki wo din ber Allah ki Hifazat mien rehta hai.

Hazat Ayesha (R.A) se riwyat hai k Nabi Pak ( Sallallahu Alaihi Wasallam) ne fermaya: “Namaz e Fajar ki 2 Raqatay (Suntay) dunia aur is mien mojud tamam cheezu se behter hein”

Hadese Mubarika mien hai k : Agr logun ko Fajar Aur Ishaa ki namaz ka sawab malum ho jaye  to wo apne Gutnun k bal gistay huway Masjid tak aaye”

Namaz Mien Dill lagana

Hum mien se akser log jab namaz aada kerty hein to hmare zehan mien tara tara k hayalat aatey hein hum apni towajo puri tara namaz mien nahi laga patay aur phir asi hi namazay aada kerty jatay hein.Jab k Allah Tallah ka Fermaya hai k: “Allah ko Tumhari asi Bediany ki Namazu ki zarurat nahi aur asi Namazay Qiamat k din Tumhare Moun per palet di jayen gi.”  Arshad-e-Nabvi(Sallallahu Alaihi Wasallam ) hai: “Jo shakhas Namaz ko aachi tara aada kerta hai,to namaz us k liye duaye kerti hai k Allay! isi  tara teri b hifazet fermaye jis tara tu ne meri Hifazet ki hai”

Namaz Mien Concentration Kerna

Hazrat Ali (R.A) ne fermaya “Jab tumhara dill karey k tum Allah se bat karo to tum Namaz paher liya kao aur Jab tuhara dill karay k Allah tum se bat karay ro tum Quran paher liya karo”  To is se hame is bat per gor kernay ki zarurat hai k jab hum kisi b duniavy ohdaydar banday se muhatib hotay hienn to hmari koshish hoti hai k anpi sari towajo aur manners k sath batcheet karey to Dosto Namaz mien to bat Hamarey Rab-e-Kainat, Maliq-e-Do Jahan ki Bat hai to phir Q na  muhabat or shoq k sath apni tawajo namaz mian dill aur zehan aAllah k khayal mien laganay ki sertor koshishay ker k  us zat ko razi ker lia jaye.

Namaz ki darust adaaigee k liye apne zen mien ye khayal rakhna chahiya k jese ye hamai Aahri namaz ho aur ho skta is k bad zindgee moqa hi na de Allah k hazur khare honay ka.

Wazifa parne ka tareeqa:

App ny har roz sone sy pahly (YA ALLAH HO,YA GUFARU,YA QADIRU) 21 mrtba parna hai or iss ke awal akhar ak ak mrtba drood e Ibrahimi parna hai Inshallah namaz main dil lagy ga Namaz parne ka dil kare ga.

Iss wazifay ke sath sath aap ne namaz ko arbi mien darust adaigee aur urdu mien terjama ke sath yaad ker ke sath aada kerni hai. Allah hum sabko darust tariqay ke sath nmaaz ada karnay ki tofeeq ata karay. (Ameen)

JAZAKALLAH

This post was created with our nice and easy submission form. Create your post!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *