in

Headache Treatment ! Wazifa For Headache Treatment In Urdu Hindi

Adhay sar Ka Dard Aor Roohani ILaaj

Headache Treatment ! Wazifa For Headache Treatment In Urdu Hindi. Asslamo Alikum aj hm apky sath jo Wazifa share karnay ja rahay han wo hai adhay sar ke dard se nijaat. Kuch logo k adhy sar mein buhat zyda dard rehta hai aor buhat saray medical treatment ke bawjood unko araam nahi ata. Wo buhat medicines bhi khatay lakin phir bhi aday sar ka dard unki jaan nahi chorta. Yeah chahy kisi chachy ko ho baray ko ho, murd ya urat koi bhi ho bara pareshan aor baichain kar daita hai. Un logoo ke liye yeah Wazifa buhat hi zyada ahmiyt rakhta hai.

ALLAH Ke Sfati Naam

Allah ke sfati namoo ke baray mein hr koi janta hai. In naamo mein buhat zyda shafa hoti hai. Allah ke sfati Pak naamo behud taqat aor kai bimaryo ke ilaj ki shafa hai. Allah ke her sfati naam mein koi na koi khas shafa hai.

Adhay Sar Dard Ka Wazifa Aor Tariq E Qaar

Fajar ki Nmaaz ke baad Mareez ki paishani(Maathy) per apni shahadt wali ungli se “YA JABBARU” 7 martba likhna hai likhna hai. Osky baad “YA JABBARU YA SALAMU” 7 martba parh kar dum kar dhein. Ishallah aik hi dafa yeah amal karnay se shafa ho jaye gi. Lakin iss baat ka khyal rakhna ke yeah amal soraj niknay se pehle pehle karna hai. Agar aik din yeah amal karnay se mukamal araam na aye toh 3 roz yeah amal soraj nikalne se pehle pehle karein. Inshallah azwajal apko mukamal araam mill jaye ga. Aor kabhi sar dard nahi hoga.

Wazifa For Headache Treatment Buhat zabardast ilaaj hai. Aik toh medical treatment buhat zyada mehnga hota hai aor dosra itni zyda dwaiya khany ke baad bhi humy mukamal tor pr araam nahi milta. Aor sar ka dard humri jaan nahi chorta.

 

Sar Dard Ki Wajohaat

Headache (Sir dard) se kisi na kisi waqt har aik ka zaror wasta parhta hai. Ziyada tar sar dard jismani karkardegi mein aarzi beqaiydegi ka natija hota hai. Chunache is ka talluq dimagh mein peyda hone wali namiyati tabdiliyon se nahi hota. Aksar auqat yeh fitrat ki taraf intebahi ishara hota hai ke jism mein kahin koi garbarh hai. Haqiqi dard albatta shoulders, neck aur khopri ke pathon se munsalik aesabi reshon mein ishtea’al se peyda hota hai. Isi tarha khon ki naliyon ke ird gird paaey jane wale hamwar patthon mein heejan ka natija hota hai.

Sar dard ke amomi asbaab mein allergy, jazbati dabao, aankhon par bojh, high blood pressure, nashe ke asraat, infection, low blood pressure, ghizaeyat ki kami, tanao aur jism mein fasid aur zehrile maddon ki maujodgi shamil hai.

Nazar e Bad ki Alamat in Urdu | Nazar Bad ka Ilaj |

Roohani ILaaj Ka Faidha

Roohani ilaaj ke buhat se fwaid han. Aik toh yeah medical treatment expensive ho jata aor musalsal mrdicines kha kha ke insaan ukta jata. Jab ke Roohani ilaaj se aik toh insaan ko mukamal shafa mill jati hai aor sath hi insaan pursakoon hota hai mutmaien hota.

JAZAKALLAH

This post was created with our nice and easy submission form. Create your post!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *